Saturday 26 May 2012

Main Chhod Doon Aas Sath Agar - NAAV Songs LYRICS - Satyamev Jayate 4th Episode Song



Naav Lyrics

Ek masoom si naav hai zindagi zindagi
Toofaan mein doob rahi zindagi zindagi
Maajhi ki aankhon mein jhaank kar
Kinara dhoondh rahi hai zindagi zindagi
Zindagi Zindagi...

Baadalon ka shor bahut
Tezz hawa chal rahi hai
Tezz hawa chal rahi hai
Ek lau maajhi ke haath mein
Ek lau maajhi ke haath mein
Aankh moond hai jaagi hui
Aankh moond hai jaagi hui

Ek masoom si naav hai zindagi zindagi
Toofaan mein doob rahi zindagi zindagi

Ho.. maajhi tum sath nibhana
Ek ek kadam badhana
Ek ek kadam badhana
Main chhod doon aas sath agar
O.. Maajhi
Main chhod doon aas sath agar
Tum naa chhodna saath kabhi
Tum naa chhodna saath kabhi

Ek masoom si naav hai zindagi zindagi
Toofaan mein doob rahi zindagi zindagi
Maajhi ki aankhon mein jhaank kar
Kinara dhoondh rahi hai zindagi zindagi
Zindagi Zindagi...

Read more:

No comments :

Post a Comment