Friday 20 April 2012

Lagan Lagi More Piya from Dangerous Ishhq

Lagan Lagi More Piya Lyrics

Jin naino mein piya base
Dooja kon samaye
Dhaga ho to tod doon
Preet naa todi jaaye
Lagan lagi more piya
Lagan lagi more piya

Lagan lagi more piya
Lagan lagi more piya

Lagan lagi more piya
Lagan lagi more piya
Bas mein nahi mora jiya
Bas mein nahi mora jiya
Lagan lagi more piya
Lagan lagi more piya

Teri preet ka dhaaga maine baandh liya
Lagan lagi more piya

Jin naino mein piya base
Dooja kon samaye
Dhaga ho to tod doon
Preet naa todi jaaye
Lagan lagi more piya
Lagan lagi more piya

Lagan lagi more piya
Lagan lagi more piya

Raah bhi tu hai, chaah bhi tu hai
Meri manzil tu hai
Aati jaati in saanson mein har-pal shamil tu hai
Sud-budh meri tu hai
Sukh-dukh mera tu hai
Aur koi na tamanna sab kuch mera tu hai
O Piya.... o o piya

Jin naino mein piya base
Dooja kon samaye
Dhaga ho to tod doon
Preet naa todi jaaye
Lagan lagi more piya
Lagan lagi more piya
http://www.lyricsmint.com
Lagan lagi more piya
Lagan lagi more piya
Bas mein nahi mora jiya
Lagan lagi more piya

Anjaana hai bilkul sabse tera-mera bandhan
Bas ek tere naam se chalti hai ye meri dhadkan
Tu hi mera darpan tujh se meri tadpan
Tujhpe waari jaaun
Tujhpe arpan jeevan
O o piya..... O o piya.

No comments :

Post a Comment